How to do check virdha pension balance without KYC in Hindi

Dosto aapko pata hi hoga ki vridha pension kin logo ko milta hai. Agar aapko nhi pata hai to me Bata du ki ye yojana ka laabh shirf 60 years ke uppar ke logo ke liye hi hota hai. Jyada baate na karte huye chaliye shuru karte hai aaj ka tutorial Note: ye shirf Bihar ke logo ke liye hi hai (1) dosto sabse pahale aapko Bihar sarkar ki official website Jo ki vridha pensation ke liye hai is par chale Jaye: Link ::::. http://elabharthi.bih.nic.in/ Ya e-labharthi Par click Kare. Aap click Karne ke baad us website par pahucha jayenge . (2) iske baad aapko 3 line (uppar me )dikhai dega aapko us par click karna hai. Uske baad Payment report par Click Kare . Then aapko : PR1 par click Kare (3) iske baad aapke saamane ek form khulega aapko usme fill karna hai uske baad aap dekh payenge ki aapka rupya bheja gya hai ya nhi.