How to do check virdha pension balance without KYC in Hindi

Dosto aapko pata hi hoga ki vridha pension kin logo ko milta hai.
Agar aapko nhi pata hai to me Bata du ki ye yojana ka laabh shirf 60 years ke uppar ke logo ke liye hi hota hai.
Jyada baate na karte huye chaliye shuru karte hai aaj ka tutorial 

Note: ye shirf Bihar ke logo ke liye hi hai



(1) dosto sabse pahale aapko Bihar sarkar ki official website Jo ki vridha pensation     ke liye hai is par chale Jaye:

Link ::::. http://elabharthi.bih.nic.in/



Ya 


Par click Kare.
Aap  click Karne ke baad us website par pahucha jayenge .

(2) iske baad aapko 3 line (uppar me )dikhai   dega aapko us par click karna hai. Uske baad 
Payment report par 
Click Kare .
Then aapko  : PR1 par click Kare 



(3) iske baad aapke saamane ek form khulega aapko usme fill karna hai uske baad aap dekh payenge ki aapka rupya bheja gya hai ya nhi.

Comments

Popular posts from this blog

how to get 1,000 rupya by Bihar government immediately || in Hindi||covid19

solved : Class constructor MongoStore cannot be invoked without 'new'

Solved : MongooseError: Operation `files.insertOne()` buffering timed out after 10000ms