Posts

How to get 1000 rupya by Bihar VIP party in Hindi

Image
Hello dear,             Friends aaj me aap logo ke liye ek nya Awesome post le kar aaya hu . Jiske dera aapko 1000 rupya milega wo v aapke khate me. To chaliye jante hai ki kese 1000 rupya aap le skte hai. Note: yadi aap ek majadur hai aur aap Bihar se bahar corona  virus ke karan hai tabhi aap iske liye apply kare. To sbse pahale aap niche diye huye link se VIP party ke website par chale jaye. click here Ya  https://eform.vipparty.in/helpme.php Note: rupya aapko tbhi milega jb unke dwara aap se sbhi prakar ke puchh- tachh me shi paye jate hai. * Aap uapar dekh sakate hai photo me ki kese VIP party ka website hai. . *Jane ke baad aapke samne ek user input form khul jayega isme :                                            -Aapka naam - Address -Abhi aap kahan kis jagah hai  - mobile  number -Bank A/c Number *sabhi info...

how to get 1,000 rupya by Bihar government immediately || in Hindi||covid19

Image
बिहार सरकार के द्वारा दी जाने वाली रुपया  कोरॉना  बीमारी के कारण फंसे लोगो के राहत के लिए 1000 रुपया मदद स्वरूप ।।। Dosto ,  aaj me aap logo ke liye ek aisa post Le kar aaya hu ki khusi se uchhal jayenge. Dosto Korona abhi bahut hi bisam sthiti khada kar Diya hai.isliye hamre Bihar sarkar ke tarf se 1000 rupya un sbhi logo ko denge Jo Bihar ke wasi hai aur Korona ke bajah se kisi dusare rajya me fashe huye hai to.. #covid19 #stay home be safe# ।।।कृपया आप ऐसे ही और यूजफुल पोस्ट पाना चाहते है तो इस वेबसाइट का नाम याद कर ले या फिर इसे बुकमार्क कर ले।।। यदि आप इस बारे में वीडियो देखना चाहते है तो इस लिंक पर क्लिक करे  Click on  YouTube यदि आप बिहार में है अभी, लेकिन आप कोरोना के वजह से फंसे हुए थे , और आप अभी बिहार में है तो फिर भी उस का भुगतान प्राप्त करना चाहते है तो आप हमारे यूट्यूब पर वीडियो देख सकते है कि केसे लोकेशन बदल कर ऐप को खोल सकते है इसके लिए यूट्यूब पर क्लिक करे। Jyada time nhi lete huye chaliye shuru karte...

How to do check virdha pension balance without KYC in Hindi

Image
Dosto aapko pata hi hoga ki vridha pension kin logo ko milta hai. Agar aapko nhi pata hai to me Bata du ki ye yojana ka laabh shirf 60 years ke uppar ke logo ke liye hi hota hai. Jyada baate na karte huye chaliye shuru karte hai aaj ka tutorial  Note: ye shirf Bihar ke logo ke liye hi hai (1) dosto sabse pahale aapko Bihar sarkar ki official website Jo ki vridha pensation       ke liye hai is par chale Jaye: Link ::::. http://elabharthi.bih.nic.in/ Ya  e-labharthi Par click Kare. Aap   click Karne ke baad us website par pahucha jayenge . (2) iske baad aapko 3 line (uppar me )dikhai   dega aapko us par click karna hai. Uske baad  Payment report par  Click Kare . Then aapko  : PR1 par click Kare  (3) iske baad aapke saamane ek form khulega aapko usme fill karna hai uske baad aap dekh payenge ki aapka rupya bheja gya hai ya nhi.

12th ke accountantancy book ka solution http://sarkarilink.xtgem.com

Image
Hi guys, I am sujeet. doston aaj Ham baat Karne wale Hain Accountancy book ka answer kahan se pata Karen, kaise pata Karen vah bhi free mein to chaliye jante Hain ki accountancy ka solution Kahan se pata karen. Dosto aap uppar ke ek image me dekh sakate hai ki yahan par mere accountancy ka ek questions ka photo de rakha hai .to chaliye janate hai ki Kon si ye website hai sir Kahan par aapko milega:....../ To dosto us website ka Naam hai- sarkarilink Ji  ha   dosto ye ek alag website hai Kahan par aapko Commerce ke student ke lie solution uplabdh hai . Is website ka full address : www.sarkarilink.xtgem.com hai To agar aap Sawalo ke jabab dudhana chahate hai to abhi click karake wha Jaye or uttar paye. Filhal is website par admission of partnership   ka hi answer hai.

blog ka template Mobile Friendly hai ya nhi kese pata kare

Image
hi friend me aaj aapko batane vala hu ki kese templets test kare apne blog ka Sabse pahale aap url par jane ke lie yahan click kare                ya https://search.google.com/test/mobile-friendly ?  is link par jao aur apne website ka url dale Captcha   coad   Verify kar lijiye uske baad aapke samane ek new window  me aapki website ka logo dikhai dega   Usake baad submit to google par click kar de thank you